Bay-hunar zamaanay may…
Raaeygaa’n safar apna…
Khauf k bayabaa’n may…
soojhhta kuch bhi nahee’n…
Bad-gumaani palti hay…
Saaeybaa’n hi jab apna…
Munharif ho chhaao’n say…
Justujoo parraao ki…
Bay-samar si lagti hay…
Bay hunar zamaanay may…
Raaeygaa’n safar apna….!
...
by KhURam fArOOq From Gujranwala ( 03225575139 )
Characters: 341 | SMS Length 3 |
