Kuch is tarha se usay piyar krna parta hai...
K Apney piyar se inkaar karna parta hai...
Kabi kabi to wo itne qareeb hote hai,
K apne aap ko dewaar karna prta hai...
Khuda ne usko ataa ki hai wo Maseeha'ee,
K khud ko jaan ka bimaar karna prta hai...
Wafa ki raah mein dushwaarya'n to aati hain,
Wafa ki raah ko humwaar karna prta hai...
Wo haath rakh k mere dil pe jab puchte hai,
To mujh ko dard se inkaar krna prta hai...
by Amir From Khanewal ( 03136005708 )
Characters: 483 | SMS Length 4 |
